Wednesday, March 9, 2011

safar...

kisi kone mein hota hai dard,
rukta nahi hai kyu?

hai zinda 'gar ishq wahi,
to dikhta nahi hai kyu?

kyu qayaamat ka intezaar karu main,
hai jahaan mein jeene ke liye bacha nahi jab kuchh,

hota hai dard tab bhi magar,
na jaane kab tak chalega yun... !!

-Utkarsh



No comments:

Post a Comment