Sunday, February 27, 2011

main to nikla tha apne hi ghar ko
kyu teri galiyon ke safar yaad aaya...

ke jo aankh se na chhalka meri paani,
reh reh ke mujhe tera safar yaad aaya...

main nahiin phool koi jo mehkega...
main kaanta hu jo aankh mein bhi chubhtaa hu

hui hai aadat iss qadar jeene ki
ke ab aansuon ko rokne ke liye, aankhein band karne se bhi darta hu!

1 comment: