Thursday, February 3, 2011

satire

2G scam ke masaale mein bani khichdi hai ye
ya common wealth ke ghotaale mein fassi kashti koi...

Madam ke ghar ka darwaaza hi lagta hai band hai
aaj swiss bank ki chaabhi ne uspe bhi taala lagaya hai...

hai naya daur aaya, phir bhi sarkaar to puraani hai
naya kuchh aur bhi aana hai ya bas yahi mere desh ki kahaani hai


No comments:

Post a Comment